Thu , Aug 24 2023
Apni cheeze wo #bhool jaate hai kaheen rakh kar par mere beeta hua #bachapan unhe abhi bhi #yaad hai
Mere#dada ji ki yaaddasht mein abhi bhi kuch #baat hai !
#yaad aata hai mere #bachpan ka pal wo #suhana.
#dada ke sath #khelna aur #dadi ke hatho se #khana !
Poti ka #kartavya apne Dada-dadi ko sahara Dena nhi balki Apne dada- dadi ka sahara #banna hota hai !
Sabse acchhe shikshak to ghar ke #bujurg hote hai. Jo pyaar se bhi baccho ko tajurba #padha dete hai !
Aangana mein hamare unki # kripa baras Rahi hai, meri dada dadi ke hone se #andhere se mein bhi saare Ghar mein #roshani jhalak ti Rahi hai !
Dada-dadi us #bhagwan ki tarah hai jo # pote- poti ki har #khwahish ko pura karte hai!
Kuch # waqt nikal liya kijiye apne #dada- dadi ke liya,. Kyunki jab ye #waqt nikal jayega to phir #pachataoge !
Us ghar ki #neev kabi #kamjor nahi hoti jis Ghar ki #chat ka aadhar #bujurg hote hai
Pyare dadaji Hain he sabse Anmol..............
Leave a Reply